Lal Kitab ke niyamon par aadharit aapki poori janm kundli — Grah Sthiti, 35 Saal ka Chakra, Varshik Phal, Nishaniyan aur har grah ka faladesh. Pehli kundli bilkul FREE.
अगर आपके पांचवें घर में बुध अशुभ है, तो आपकी धन-संपत्ति (पैसे और जायदाद) का नुकसान हो सकता है।
Jo cheezein aapko milti hain, ek nazar mein
Lal Kitab jyotish ka poora software — bina kisi installation ke, seedhe aapke phone par.
MyLalKitab.com ek online Lal Kitab Kundli software hai jo aapki janm-tithi, samay aur jagah se sटीक Lal Kitab kundli banata hai — aur uska poora faladesh, upay aur savdhaniyan saral Hindi mein dikhata hai.
Chahe aap apni kundli samajhna chahte hon, ya ek professional jyotishi hon jo clients ke liye kundli banata hai — MyLalKitab dono ke liye hai. Koi software install nahi, koi jhanjhat nahi — bas WhatsApp OTP se login karein aur shuru ho jaayein.
Janam, varshik aur Lal Kitab Chandra kundli — grah sthiti, 35 saal chakra, nishaniyan aur upay — sab ek jagah.
Aam log apni kundli ke liye, aur jyotishi apne clients ke liye — dono aasaani se use kar sakte hain.
Jyotishi apne naam/logo ke saath PDF report bana sakte hain — bade plans mein White-Label facility.
Lal Kitab ke har pehlu ka detail — saral Hindi mein, aapke phone par.
Lagna, Chandra aur grah-sthiti charts. Mobile par grah pe tap karke poora faladesh dekhein.
Har grah ucch/neech, jaaga/soya, apne karak-rashi grah ke saath mitra ya shatru — sab spasht.
Janam se le kar aane wale saalon tak — kis saal kaunsa grah chal raha hai, poori timeline.
Is saal ki kundli, active ghar, varshik drishtiyan aur saal-bhar ka phal.
Aapki kundli ke hisaab se khaas nishaniyan — pehchaniye apne grahon ka asar.
Pidit grah, unke bali ke bakre, aur karmic rin — kaaran ke saath.
Lal Kitab ki nazar ke niyam, masnui (banávati) grah aur unka prabhav.
Life planet, mool ank, varsh ank — numerology ka poora vishleshan.
Har grah-ghar ka anubhavi faladesh aur saral Lal Kitab upay.
Register karke apni pehli Lal Kitab kundli bilkul free banayein — bina kisi payment ke. Try karke dekhein, phir plan chunें.
Abhi Free Try KareinSoftware plan lein, ya kisi anubhavi Lal Kitab jyotishi se seedhe salah lein.
Kundli banane ke plans — 31 se 11000 kundli tak. White-Label PDF report ke saath. Pehli kundli FREE.
Anubhavi Lal Kitab jyotishi se apni kundli ki salah aur saral upay — WhatsApp par book karein.
Saral aur seedha pricing. Plan ki validity tak poora access — faladesh, upay, varshik phal aur sab kuch unlock. Validity khatam hone par kundli delete nahi hoti.
Pehle FREE try karein — apni Lal Kitab kundli banayein, phir apne hisaab se plan chunें. Saare plans aur pricing app par available hain.
Plans Dekhein & Shuru KareinPlan lene ke liye pehle app par register karein — wahan saare plans, kundli count aur validity dikh jaayenge.

मेहनत के बाद भी नौकरी नहीं मिल रही? जानिए नौकरी में रुकावट के कारण और लाल किताब के आसान...

शादी में बार-बार रुकावट या देरी हो रही है? जानिए विवाह में देरी के कारण और लाल किताब के...

लाल किताब कुंडली पढ़ना सीखना चाहते हैं? जानिए 12 घर, 9 ग्रह और उनके मूल अर्थ — बिल्कुल ...

शनि की साढ़ेसाती क्या है, इसके लक्षण, तीन चरण और प्रभाव — सब आसान भाषा में। जानिए साढ़े...

लाल किताब में उच्च ग्रह अपनी सबसे अच्छी क्वालिटी देता है और नीच ग्रह की ऊर्जा उल्टे तरी...

लाल किताब में हर भाव का एक कारक स्वामी ग्रह और हर राशि का एक स्वामी ग्रह होता है। जानिए...